QUOTE(LEADER @ Sep 13 2006, 11:31 AM) [snapback]2179029[/snapback]
MMA ke kis LEADER ne dawa kiya hai keh woh qoum ka IMAM hai...zra naam to bataiN...? koi saboot ... any news cutting ??
KahiN aisa to nahi , keh aap yeh DAWA (un ki tarf se) ker rahey hain...aur naam un ka le rahey hain ??
Imam ki jo defination aap ferma rahey hain...us hisab to ksi saction ka MOD bhi imam hi kahlaey ga,,, to kiya us per bhi personal attacks ho saktey hain ??

See ab app kahaaN per apna aur mera waqt zaya ker rahay haiN, Mujhay yaqeen hay kay app iss jumlay aur lafz kay ma'fi'al.zammeer say agaah haiN per phir bhi aitraaz ker rahay haiN
tu mukhtasaran arz hay
Imam ka matlab kya hay? the one who leads. ab yeh leading kisi bhi type key ho sakti hay, infact Arabic Language maiN Imam, football team ka Captian bhi ho sakta hay.
per hamaray logooN nay kuch lafz muakhsoos ker diya haiN. never think ou tof box .. for some reason i dont know.
Tu qisa MMA ka yeh hay kay in ka dawa hay kay Mush & Co. hamaray Pakistan ko tabaah aur barbaad ker rahay haiN aur in kay pass koy aisi hikmat hay ya giDar.Sungi hay kay agr log inhay follow karaiN tu Pakistan bach sakta hay... tu agr yeh Imamaat nahi hay tu aur kiya hay???
2ndly app key eak ghalat fehmi maiN door kerta chalooN... tanqeed MMA kay leaders kay faislooN, aur bayanaat aur un harkatooN per hotee hay ju kisi bhi insaan ko zaib nahi dayteeN...