Assalam o aliykoom
CULTURE BACHAOO TEHREEKH.... Pakistan may shoro honay wali hai jis se pakistani culture ko support milay ge...... kio k humay apnay culture ko bachana hogaa....... warna hamari dastanay bhi nahi hongi dastanoo may....... Media ko yaa batana hoga k humay gair mulki culture say zidha apnay culture say muhabat hai....... tu phir kon kon "Culture Bachaoo Tehreekh" ka saath dayna chata hai????
Allah hafiz
regards
dariadil