mujhay ek baat sumjha nahi arahi thi so ya topic bana raha hoon...
wo yeh kay kisi section/Topic main fast reply ka button ata ha aur kisi main nahi...
aur mujhay adat ha fast reply karnay ki us say mein jildi jildi post karsakta hoon
kafi time save ho jata ha
I hope app log ko bura nahi lagay ga kay mein nay ya topic banaya
mujhay feel hua to mein nay soch app log say pochlon
Jazak Allah
Assalam-o-alikum