QUOTE(Zymal @ Sep 17 2006, 12:08 PM) [snapback]2180301[/snapback]
~~
Hajoom-e-gham meri fitrat badal nahi sakta
Main kia karun mujhey aadat hai muskuraanay ki
~~
Mujhe dard-e-ishq ka mazaa maloom hai,
Dard-e-dil ki inteha maloom hai,
Zindagi bhar muskurane ki dua na dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki saza maloom hai…
nice sharing