QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Sep 13 2007, 11:12 AM) [snapback]2474936[/snapback]
okey ji jaise apki khushi main apki khushi main khush 
@topic
murree se hotay huye Nathya Gali 
good...yeh hoee na achhay baron walee baat....
aur chair lift main bithain gaay na....
aur khabardar chair lift main baith kar neechay jaati larkioon per aavazain kaseen to...
wo main khud karoon ga....
@topic
Nathia gali kaay baad Ayubia...