QUOTE(miss_abbasi @ Jan 1 2008, 02:59 AM) [snapback]2647833[/snapback]
Han tum b sab k sat pickariyan maroge na pan ki akhir patient jo ho tum mental ki hsptal mein
yaar tum loog to admit hogey na aur pan wale cabin pay tum ko betha dein ge...
main to kabhi kabhi aya karunga pan khanEy.... aur tum dostun se milne k theak huwe ya nai