Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Above Person Ke Sath Kahan Jana Passand Karain Gay?
HulChul.NET > Masti - Masti > Female Gossip
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30, 31, 32, 33, 34, 35, 36, 37, 38, 39, 40, 41, 42, 43, 44, 45, 46, 47, 48, 49, 50, 51, 52, 53, 54, 55, 56, 57, 58, 59, 60, 61, 62, 63, 64, 65, 66, 67, 68, 69, 70, 71, 72, 73, 74, 75, 76, 77, 78, 79, 80, 81, 82, 83, 84, 85, 86, 87, 88, 89, 90, 91, 92, 93, 94, 95, 96, 97, 98, 99, 100, 101, 102, 103, 104, 105, 106, 107, 108, 109, 110, 111, 112, 113, 114, 115, 116, 117, 118, 119, 120, 121, 122, 123, 124, 125, 126, 127, 128, 129, 130, 131, 132, 133, 134, 135, 136, 137, 138, 139, 140, 141, 142, 143, 144, 145, 146, 147, 148, 149, 150, 151, 152, 153, 154, 155, 156, 157, 158, 159, 160, 161, 162, 163, 164, 165, 166, 167, 168, 169, 170, 171, 172
Abu Adnan
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 11:25 AM) [snapback]2443729[/snapback]
yeh bhi ek shart e safar hai humsafar koyi na ho
jis kisi bhi rastay ko tay karon, tanha karon
iss liay akelay jheel kinaaray

E9.gif E9.gif

issi liyeh to qatlay aash.qaaN say mana kartay thay
ab akelay phir rahay ho usuf e bay.kaarwaaN hokar

kap.gif kap.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Yeh To Ek Tay.Shuda Haqeeqat Hai
Mukhabri Razdaan Kartay HaiN

breakface1.gif

Usuf Bhai K Sath Jheel Kinaaray
daigo_khan
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Aug 17 2007, 11:12 AM) [snapback]2443721[/snapback]
DIL ko bechain sa kerti hain tumhari ankhein...
Raat ko dair tak mujahe socha na karo...!!!!

han theek ap k liye known ab to kha bhi sakte hian na mere sath 0-25_coolguy.gif
@topic

Melody food street Islamabad pkflg_pakistanidefence.gif

main nay ishk kay samander main ghota lagaia...
paani thanda thha main bahir nikal aaiia...
cheerleader.gif

okes gr8o....

1-announce1.gif chalo chalo Melody food street Islamabad chalo...
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(daigo_khan @ Aug 17 2007, 01:00 PM) [snapback]2443748[/snapback]
main nay ishk kay samander main ghota lagaia...
paani thanda thha main bahir nikal aaiia...
cheerleader.gif

okes gr8o....

1-announce1.gif chalo chalo Melody food street Islamabad chalo...

Tu Dil Pe BaaR Le K Mulaqat Ko Na Aaa
Is Jurm Se To Teri Judaye Kabool Hai..!!! 0-25_coolguy.gif

Jee theek aa jaye phir Juma ki namaz perh k Lunch melody Food Street main 1-kahani.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 11:44 AM) [snapback]2443739[/snapback]
Yeh To Ek Tay.Shuda Haqeeqat Hai
Mukhabri Razdaan Kartay HaiN
breakface1.gif

Usuf Bhai K Sath Jheel Kinaaray

sholly me nay to aik 'general' baat ki thee. aap ki reply nay to 'dhol kaa pole' hi khol dia hai. krakrani.gif

phir
us jheel ka khoda haafiz, khoda haafiz.
1-announce1.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 08:20 AM) [snapback]2443776[/snapback]
sholly me nay to aik 'general' baat ki thee. aap ki reply nay to 'dhol kaa pole' hi khol dia hai. krakrani.gif

phir
us jheel ka khoda haafiz, khoda haafiz.
1-announce1.gif

Dhol Kay Pole Par Yaad Aaya

Woh Khoay Khoay Se Kisi Kay Waastay Tum
Woh Sehmi Sehmi See Tumhaari MohabateN Touba
Jo Jaanta Nahi Kehta Hai Woh B Jaanta Hai
Humari Jan Ki Dushman Yeh ShohrateN Touba

icon_peace.gif

Jheel Ka Khuda Hafiz To ChiRiya Ghar Ki Sair Ko Chltay HaiN
TANHA JAAN
isd
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Karachi
KnOwN_StRaNgEr
TJ Dear aa jao FAisal mosque chaltey hain Juma bhi perh k aa jayen gay 1-kahani.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 12:29 PM) [snapback]2443780[/snapback]

Dhol Kay Pole Par Yaad Aaya

Woh Khoay Khoay Se Kisi Kay Waastay Tum
Woh Sehmi Sehmi See Tumhaari MohabateN Touba
Jo Jaanta Nahi Kehta Hai Woh B Jaanta Hai
Humari Jan Ki Dushman Yeh ShohrateN Touba
icon_peace.gif

0-25_coolguy.gif 0-25_coolguy.gif

Jheel Ka Khuda Hafiz To ChiRiya Ghar Ki Sair Ko Chltay HaiN

u mean k 'wapis' chaltay haiN E21.gif mujhay to maaf hi rakhaiN. maiN 'bahar' hi bhala. E9.gif E9.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 08:40 AM) [snapback]2443795[/snapback]
u mean k 'wapis' chaltay haiN E21.gif mujhay to maaf hi rakhaiN. maiN 'bahar' hi bhala. E9.gif E9.gif

Yaani K .........

Kiya Matlab Aap Ka Usuf Bhai breakface1.gif

Har Ooonch Neech Pe Ehbaab Sath ChoR Gay
HUmaaray Sath Magar Gardish e Zamana Hai

Hmmmm Chiriyaa Ghar Nahi To Gol Gappay Khaanay ChaleN?
Abu Adnan
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 12:44 PM) [snapback]2443800[/snapback]

Yaani K .........

Kiya Matlab Aap Ka Usuf Bhai breakface1.gif

Har Ooonch Neech Pe Ehbaab Sath ChoR Gay
HUmaaray Sath Magar Gardish e Zamana Hai
Hmmmm Chiriyaa Ghar Nahi To Gol Gappay Khaanay ChaleN?

apna to gala kaii din say kharaab hai. issay ThanDa o khaTTa khelanay say to behtar hai k daba dia jaye. result aik hi niklega. breakface1.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 10:01 AM) [snapback]2443873[/snapback]
apna to gala kaii din say kharaab hai. issay ThanDa o khaTTa khelanay say to behtar hai k daba dia jaye. result aik hi niklega. breakface1.gif

Kiya Ijaazat De Rahay HaiN?

KahiN HumeN Lenay K Denay Na PaR JaayeN Usuf Bhai E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 02:03 PM) [snapback]2443875[/snapback]
Kiya Ijaazat De Rahay HaiN?
KahiN HumeN Lenay K Denay Na PaR JaayeN Usuf Bhai E9.gif

wah kia masoo.manah sawaal hai. naam hi (aur kaam bhi) kafi hai. tomb.gif
Perplexed Soul
kon kahan jaraha hai humain bhi to pata chalay look.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 10:07 AM) [snapback]2443878[/snapback]
wah kia masoo.manah sawaal hai. naam hi (aur kaam bhi) kafi hai. tomb.gif

Sab Aap Ka Husn e Nazar Hai Usuf Bhai.....

ChiRiya Ghar Aur Gol Gappay K Sath Jheel Par Bhi Jana Manah Kar Diya Aap Nay...

Paan Khanaay ChaleN?
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(nomi87 @ Aug 17 2007, 10:12 AM) [snapback]2443883[/snapback]
kon kahan jaraha hai humain bhi to pata chalay look.gif

Abhi Koyi Kahin Nahi Ja Raha.... Abhi To Usuf Bhai Ko Amaada Kiya Ja Raha Haai KahiN Janay Par Lakin Har Baar Koyi Bahana Bana Detay HaiN crying_anim.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 02:22 PM) [snapback]2443892[/snapback]
Sab Aap Ka Husn e Nazar Hai Usuf Bhai.....

ChiRiya Ghar Aur Gol Gappay K Sath Jheel Par Bhi Jana Manah Kar Diya Aap Nay...
Paan Khanaay ChaleN?

mujhay pata hai k aap ka paan ka business hai. phir kaheeN
janay ki kia zaroorat hai.yeheeN banaa banaa kar mujhya aur
baqi members ko bhi khela kar sawaabay daarain hasil karaiN.

~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 02:43 PM) [snapback]2443930[/snapback]
mujhay pata hai k aap ka paan ka business hai. phir kaheeN
janay ki kia zaroorat hai.yeheeN banaa banaa kar mujhya aur
baqi members ko bhi khela kar sawaabay daarain hasil karaiN.

Komal aap kinni paari lag rahi ho Paan ke sath E21.gif

Kamli sis kia banarsi paan milega?

jisay kha kar band aqal ka tala khul jata hai shahrukh ka?

wese aap paan kitne rupay chhataank deti hain? poster_oops.gif
Abu Adnan
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 02:24 PM) [snapback]2443895[/snapback]
Abhi Koyi Kahin Nahi Ja Raha.... Abhi To Usuf Bhai Ko Amaada Kiya Ja Raha Haai KahiN Janay Par Lakin Har Baar Koyi Bahana Bana Detay HaiN crying_anim.gif

ab kaheeN janay ki zaroorat bhi naheeN rahi

log khud aarahay haiN aap k pass

paan khaanay

banarsi paan

saanchi paan

paan hi paan

kaisaaaaaaaaa E9.gif E9.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 10:43 AM) [snapback]2443930[/snapback]
mujhay pata hai k aap ka paan ka business hai. phir kaheeN
janay ki kia zaroorat hai.yeheeN banaa banaa kar mujhya aur
baqi members ko bhi khela kar sawaabay daarain hasil karaiN.

sawaabay daarain Haasil Karnay Ka Kiya Yehi Aik Tareeqa Rewh Giya Hai K Muft MeiN Paan Khilas Khila Kar Nuqsaan UThaaoN.....

Albata Aap K Liay Paan Free HaiN Magar Sirf Tambaaku Waalay.
Ab Aap Ki Marzi Hai K Rafay Ko Tohfatan Paish KareN Ya Khalish Bhai Ko....
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(~Saraj~ @ Aug 17 2007, 10:48 AM) [snapback]2443933[/snapback]
Komal aap kinni paari lag rahi ho Paan ke sath E21.gif

Chasm e Baduur Bhi Bol Detay..... Kam Se Kam Nazar Lagnay Se To Bach Jaati Naa.
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(nomi87 @ Aug 17 2007, 10:58 AM) [snapback]2443942[/snapback]
Kamli sis kia banarsi paan milega?

jisay kha kar band aqal ka tala khul jata hai shahrukh ka?

wese aap paan kitne rupay chhataank deti hain? poster_oops.gif

Nomi Bhai... Paan To Aap Ko Har Qisam Ka Milay Gaa Lakin Uss Se Pehlay Aap Ko Batana Ho Ga K Aap Ki Aqal Ka Taala Band Kis Ne Kiya... Yaa Kisi Aur Ki Aqal Ka Taala Kholnay K Chakar MeiN HaiN?

Usuf Bhai... Rafay... Hoshiyaar.... Aqal Ka Dushman Post MeiN Ghus Aaya Hai.

1-announce1.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 11:15 AM) [snapback]2443964[/snapback]
ab kaheeN janay ki zaroorat bhi naheeN rahi

log khud aarahay haiN aap k pass

paan khaanay

banarsi paan

saanchi paan

paan hi paan

kaisaaaaaaaaa E9.gif E9.gif

Wohi To.......
Har Koyi Paan K Chakar MeiN Hai....

Jaib MeiN Dhaila Nahi Aur Chalay Paan Khaanay...

Koyi Udhaar Nahi Chalay Gaa eusa_naughty.gif
Perplexed Soul
QUOTE(Abu Adnan @ Aug 17 2007, 03:15 PM) [snapback]2443964[/snapback]
ab kaheeN janay ki zaroorat bhi naheeN rahi

log khud aarahay haiN aap k pass

paan khaanay

banarsi paan

saanchi paan

paan hi paan

kaisaaaaaaaaa E9.gif E9.gif

mujhe to lag raha hai aapki dukaan Kamli sis ke barabar wali hai

saray paan miltay hain aapke paas bhi 0-17_wink.gif

saanchi paan kia chhataank hain? poster_oops.gif
Perplexed Soul
QUOTE(Kamli @ Aug 17 2007, 03:42 PM) [snapback]2443985[/snapback]
Nomi Bhai... Paan To Aap Ko Har Qisam Ka Milay Gaa Lakin Uss Se Pehlay Aap Ko Batana Ho Ga K Aap Ki Aqal Ka Taala Band Kis Ne Kiya... Yaa Kisi Aur Ki Aqal Ka Taala Kholnay K Chakar MeiN HaiN?
Usuf Bhai... Rafay... Hoshiyaar.... Aqal Ka Dushman Post MeiN Ghus Aaya Hai.
1-announce1.gif

band to pata nahin kisne kia lekin jis ne bhi kia woh chaabi kha gaya

ya phir samandar main phaink di shayad. 1-embaressed_smile.gif

main kisi ki bhi aqal ka taala khol sakta hon.aqal honi chahiye

bas uske paas. poster_oops.gif

Usuf bhai kon hain yeh? look.gif

Rafay bhaya to apne SARAJ bhai hi haina.unko to jaanta hon main

hoshiaar kion kar rahi hain aap?

aap kahin chokidaar to nahin? look.gif

TANHA JAAN
JAHA YEH LAY JAY
~Nemo~
Lahoreeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee!!!
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Nemo Ko Shopping Karwanaay......Ussi K PaisoN Se
~Nemo~
hai sisoo ....................... meray paison sai paseena.gif ..................... per me to JOB NAHE Karte na is liay app kai paison sai nana.gif

SHopping karnay
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Job To Main B Nahi Karti.....

whisper.gif UN Ki Jaib Khaali Karayi Jaaey
~Nemo~
acha idea hai sisoo hurra.gif
Silent-Viewer

Kaheen bhee nahe 0-sleeping.gif

Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Islamabad
KnOwN_StRaNgEr
Kahin bhi nahi...
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
KioN?
KnOwN_StRaNgEr
gher mai hi rehna hai na jee 0-hug.gif
Shaam-e-Ghum
Stranger kay sath hmmmmmmm Ice Cream jaon gi :d
KnOwN_StRaNgEr
RAwal Lake
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Aug 20 2007, 09:35 AM) [snapback]2446333[/snapback]
gher mai hi rehna hai na jee 0-hug.gif

0-22_yikes.gif
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Kamli @ Aug 20 2007, 03:03 PM) [snapback]2446386[/snapback]
0-22_yikes.gif

poster_oops.gif
Silent-Viewer
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Aug 20 2007, 01:07 PM) [snapback]2446395[/snapback]
poster_oops.gif

is ko pakar kay karachi lejayonga misc_offtopic.gif is ke mama pass poster_oops.gif

KnOwN_StRaNgEr
Karachi University

mastiyan karne icon_peace.gif 0-heartbeat.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Silent-Viewer @ Aug 20 2007, 10:10 AM) [snapback]2446403[/snapback]

is ko pakar kay karachi lejayonga misc_offtopic.gif is ke mama pass poster_oops.gif

Sirf IS Ko?
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Aug 20 2007, 10:12 AM) [snapback]2446409[/snapback]
Karachi University

mastiyan karne icon_peace.gif 0-heartbeat.gif

Bolay To?
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Kamli @ Aug 20 2007, 03:14 PM) [snapback]2446413[/snapback]
Sirf IS Ko?

poster_oops.gif

ab bolo bachoo you1.gif
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(Kamli @ Aug 20 2007, 03:14 PM) [snapback]2446414[/snapback]
Bolay To?

nahi nahi wo to maine mazak mai likh dia 1-embaressed_smile.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Haan Ab Boliay SV Bhai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Aug 20 2007, 10:16 AM) [snapback]2446418[/snapback]
nahi nahi wo to maine mazak mai likh dia 1-embaressed_smile.gif

Yaani K Sahi Likhna Thaa Aur Mazaq MeiN Likh Diyaa poster_oops.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.