
JINNAH hosp maira favourite hosp hay,, b/c main nay wahan house job ki thee,,n jahan tak mujhaay info milee hay k 15 k qareeb lougoon nay lady doc ko baloon say pakar kar khainchaa,, us ko maara, us k abdomen main bhi kicks mareen,,,,,,,,jab k moujood aik MPA/MNA k kahnay par yah sab kuch kia gaya,,,,,,,,,,,
jahalat ki bhi koi hadd houtee hay,,,,,,,,
DOCS are on strike in JINNAH hosp after this incident.