Daylight
Sep 23 2006, 08:41 PM
Ye bhi pakistan nahin, yahi pakistan hai.......
Kaafi dukh hua tha ye khabar parh ke, wesay mujhe yaad hai ke aik aisay hi MNA ke tashaddud par meine aik post ki thi jiska hamaray muhtaram Abu Adnan ne kafi ghussa kiya tha ke main pakistani islami maashray ki buraiyun ko ujagar kar raha hon :(