Pehlay hum jis box mein reply likhtay thay wahan bold, underline ya quote waghera ke button press kartay thay to reply walay box mein [b] likha aa jata tha lekin ab bold ko click karain to aik pop up window open ho jati hai chhoti si, ke iss mein likhain jo kuch bold karna hai.......issi tarha quote kerna ka bhi hai........
Maloom nahin ye change kyun ki gai, ho sakay to wapis puranay wala hi kar dein