Pakistan kay aksar shehar aaj long long loadshedding ka shikaar rahay, jin mein Islamabad, Lahore, Faisalabad, Sialkot, Abbotabad, Mansehra, Muzaffarabad, Jehlum, Chakwal, Sahiwal, Dera ghazi khan, Raheem yar khan,jacob abad aur wazirstan samait beshumaar baray shehar aur ilaqay shamil hain.
Islam abaad mein subha 11 se shaam 6 tak jabke faisalabad mein subha 11;30 se raat 8:30 tak loadshedding rahi.

Abhi sub eelaqon mein bijli bahaal nahin hui, jin mein bijli nahin aayi unko Wazir e Itlaa'at ki khush khabri

