aik baat aur bhi ha ke jab bhi koi govt gai hai logon ki aksarriyat ne khushi a izhaar hi kia hai :p najany kyun

chahay wo benazir ho ya nawaz sharif ya koi aur...
jahan tak afwah ka taluk hai to hum loag monotonous life ke aadi nahin we need change everytime ta ke koi gupshup ka mauzoo to banay :d gaon ke chopaal aur mahallay ki galliyun mein koi mauzoo to ho guftago ka :d