QUOTE(tenha_saima @ Sep 26 2006, 07:27 PM) [snapback]2183563[/snapback]
yani k mamla itna sangeen hai

... acha too phir main jatii hoon aur dhoond k laati hoon.... ager woo na mile too kissi aur rah chalte ko le aooon??

Ji nahi un hi ko lana hay

Har eik main wo Khasosiyaat nahi hoteen jo un main hain
QUOTE(Abu Adnan @ Sep 27 2006, 08:32 AM) [snapback]2183680[/snapback]
w/salam!
alhamdolillah aap sab ki do'aaouN say maiN khairiyat say houN. bus kuch zati masroofiat k baaes ghair haazir tha.
Bohat Khushi hoye aap ko wapis deekh kar, Allah ka Shukar hay ab aap theek hain

QUOTE(khan_amer @ Sep 27 2006, 09:39 AM) [snapback]2183703[/snapback]
agr woh diyo haiN, aur jinooN kay bhi piyo haiN
tu ham maha-diyo haiN diyooN kay bhi piyo haiN...

Yea aap Nay kiya kar Dalla, Ab is Kalank kay Teekay ko kaisay saaf karain gay

Aap to aisay na thay. Ab bolain kahan Munh chupatay ohirain gay

QUOTE(Shokh @ Sep 27 2006, 10:09 AM) [snapback]2183707[/snapback]
Ji haan hamain har wakt adam bad'boo atti hay tabi to ham nay AXE deo ka business shoru kia hay

Sharam karain larkion ko talwaar aur bandook say daratay hain
Eik Pack Khan ji ko bhi Inayat karain, yea baray shooq say lagatay hain, Jab say Advertisement dekha hay is ka Lift walla

QUOTE(Shokh @ Sep 27 2006, 10:35 AM) [snapback]2183737[/snapback]
Ma aik female diyo hoon

Bhui Khan ji, in female diyo say bachnay ki kosish karain yea tabqa male diyo say ziada khatarnaak hoa karta hay. Kaheen bay khabri main maray na jayie gaa. Kiya khayal hay , Raat wali film Bruce Willis wali yahan na Shuro kar dain