QUOTE(farzi @ Sep 26 2006, 10:48 AM)

Phieyuonian per guzara kya jaey.
Yani 2 Rozay aur rakahy jayain, Takay jaisa Dees waisa Bhees ho sakay.
Lakin yea aakhri 2 Rozay inhoon nay Ghar par hona hay aur wahan sirf Phieyuonion ka naam liya to ho jani hay in ki Ballay ballay
QUOTE(Shokh @ Sep 26 2006, 11:08 AM)

Sharam kijie aap nay Master ji aur wo MQM waloon ko changaiz khan bana dia hay

Daikhiye ham sehri may siraf 1 aik darjaan kachoorian, 4 parathay 12 anday, aur pairay wali lasi peetay hain
Ham koi Sheikh nahi jo sookhi phaynio par guzar basar karain

Master ji to Becharay Masoom aur us say ziada Mazloom say hain,changeez khan ki rooh to kaheen aur Halool kar gayee hay jo kab Koray aur kabhi Talwar ki baat kartay hain.
Haan yahi to main Heiraan hoon, Sirf Phieyuonion par sehri kar letay hain yea Khan Loog
Yea Eik Sehri ka Bataya hay ya saray ramzan ka.
Agr eik ka hay to mujhay wo Mislaal yad aa rhai hay, Jis main Munh Aur Tidd kay saath kuch Chezoon ka Mawazna kiya gaya hay, kiya thi wo misaal

QUOTE(Daylight @ Sep 26 2006, 12:32 PM)

Arab ke sheikhon ki baat ho rahi hai jesay Amir seikh, abdullah sheikh, khalish sheikh :d aur kon kon hai arab mein :pIss surat mein yahan aa kar bhi rozay hi rakhna parain gay

ya agar pakistan se koi saudia chala gaya hai aur uskay 27 rozay hi huway to wo eid saudia ke sath hi manaye ga aur baqi rozay baad mein rakhay ga

Yani kay is Baar Amir Sheikh 32 Rozay rakhain Gay

QUOTE(Shokh @ Sep 26 2006, 11:54 AM)

Ji nahi, ham khud hi itnay baray hain

Aap zara dhiyaan say raha karain kahin meray paon kay neechay na ah jain
Aap Khud Itnay Baray Lakin yea Bhi Koi
Chooza nahi

In Ki Tanki Bhi Masha Allah