Eak saal honay ko hay... Zalzalay say mutasir afraad ka kiya bana.. akhbaraat iss silsilay maiN khamoosh haiN.. govt key baat behr'haal kabil-e-aitbaar nahi... kya koy bata sakta hay kay ab kya surat-e-haal hay???
Daylight
Sep 26 2006, 11:22 PM
unka wohi haal hai jo hamari steel mill ka hai.
LEADER
Oct 2 2006, 10:29 PM
Is hawaley se Mohtram A. R. Turabi sahib, sabiq ameer Jamaat-e-islami A.K. ka aik mazmoon zail main paish kiya ja raha hai , mulahiza fermaiyaiN:
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.