Abdullah
Sep 27 2006, 04:21 PM

To Kiya Usama CIA ka Agent tha
zapk7
Sep 27 2006, 04:57 PM
Mujhay to pahlay hi aisa lagta tha kiyunke jab bhi president Bush apni qoum ko khof main mubtala kar ke koi faida uthana chahta tha theek usi waqt usama ka daranay wala biyan aa jata tha, aur president Bush ka kaam ban jata tha.
Qaisrani
Sep 27 2006, 08:35 PM
Fake....totly fake
no more coments from my side....
Daylight
Sep 28 2006, 01:49 AM
Osama ko America ne hi banaya tha, Afghan war mein usko CIA ke agent ka darja haasil tha aur wo CIA ka paid mulazim tha, Afghan war ke baad kayi aisay logon ko jo CIA ke agent thay aur "mujahideen" mein shamil thay unkay marnay par pension di gai, lehaza ussi base par isne daawa kia hai ke Osama ke marnay par pension ussay di jae.