QUOTE(Abu Adnan @ Oct 1 2006, 03:25 AM) [snapback]2185409[/snapback]
kia haibat naak manzar hai... LATE MARRIAGES ahday jadeed ka woh samaji cancer hai, jo hamaiN tabahi o barbaadi ki taraf lay jaraha hai aur hamaiN iska ehsaas tak naheeN. issi topic par qabl azeeN bhi kabhi tafseeli bahas hochuki hai. dekhiyeh:
Rule About Marriages by silenteyes
Jazak allah sahera n thanx for ur valuable comments. Allah hum sab ko aqlay saleem ata karay aur islamic taaleemaat par amal karnay ki taufeeq day. aameen. jee bahi maine yeh post dekhi thi.....aur us mein kuch na kuch share bhi karna chaha magar loGIC par chalnay walay loGoN ki apni daleelein tHI...meri kahaN koi sunta isliye khamosh rahi.....itni se baat bhi nahi samjhtay looG rISq toh utna hi milna hay jitna naseeb mein likha hay aur risq denay ka zimay toh ALLAH ka hay...yeh baat nahi kay koi kamaye na...kamatay toh kafir bhi hien..shadiyan toh woh bhi kartay hien...bachon ko taleem toh woh bhi dilwatay hien.......toh phir hum musalmanoo aur kafiroN mein farq kya hay?
muslamaaan aur kafir mein FARK hi yeh hay kay woh apni fikarON ki bunayaad par chalta hay jis ko dosaray lafzooN mein LOGIC kahan jata hay......aur musalamaaN NABI SAW kay bataye hoye deen kay mutabik.....