QUOTE(tihami @ Sep 30 2006, 09:08 PM) [snapback]2185251[/snapback]
USUF bhai good sharing,,,, aik cheeze to confirm main bhi kar sakta hoon practically daikhee hoee baat,, k waqai breast feeding walay bachaay bottle fed bachoon say ziada quick and zaheen houtay haain,,,,aur yah tu hamaray aik dost na bhi kaha kiyoon k un k bachay na bottle feeding ki thee,,, jab unhoon na breast feding walay same age k bachay say apnay bachay ko compare kia ...
g bilkul ... ab to bottle fedding industry walay bhi yeh kahnay par majboor haiN k sab say behtareen maaN ka doodh hai aur agar kissi wajah say maaN ka doodh dastyaab nah ho to phir hamaaraa doodh aazmayaiN.