QUOTE(Daylight @ Sep 30 2006, 01:38 PM) [snapback]2184979[/snapback]
Mujhay 100 dollar mil jain to main afghanistan ko jannat bana doon :d AA mera ye bayaan kisi akhbar ki headline mein shamil kar wa dein shaaid karzai ki bajaye mujh par nazar par jae CIA ki :d :d