QUOTE(sahera @ Oct 1 2006, 02:13 PM) [snapback]2185509[/snapback]
mujhe toh bas meethay mein firni aur rasmalaye banani aaty hay.....is saal gujreela zaroor bana kar dekhongi.......baki saraay khanay achay buray bana hi leti hON.....waisay yeh baat hay aisi saas aur susraal bhi naseeb waloN ko milta hay....

Ya gujreela kya hai? Kaheen gajar ke halway ko to gujreela nahi kah rahi hain app?

mujhy to gujreela se ek gana yaad aaraha hai.. gajyaray gajyaray