QUOTE(Pé®soñåL Âñg€L @ Oct 1 2006, 05:44 PM) [snapback]2185826[/snapback]
Assalamualaikum, Ramadan Mubarak !!
Kaisay hain aaap sab .. ?? Hulchul ki tu shakal hi change hogayee ab ...
pahlay waala HC nahi dikh raha ... maybe ab mujhay yahan koi nahi pehchaanay ...
khair ... m Ahmed ... !!

Walaikum-as-salaam... ap ko bhi ramadan mubarak !
Welcome back jee... waisse ap kab aur kyun gaye the