mein sehri kay waqt bas dahi khati hon aur chaye peti hoN aur kuch khaya piya nahi jata .....aur begiar pani kay sehri khati hOn...maine ka aik ghoont lena meray liye muhaal hota hay.....shawal kay rozoN mey acha khasa pani pee leti thi magar jab se ramzan start hoya majaal hay aik ghoont b neechay gaya ho....mujhe sehri kay waqt pyas lagi bhi ho toh pani nahi peeti.
humaray ghar waisay bhi sehri kay waqt zayda khanay peenay ka ehtemaam nahi hotay...shuru kay rozon mien bahi roti wagera kha letay hien phir baad mein woh bhi bas lassi pee kar roza rakhtay hien....
parathay toh bas kabhi kabhi saal mein 1-2 baar paktay hien